Jashn-e-Wiladat Manamey Ka Sawab
Shaikh Abdul haq Muhadis dehlvi (radi allahu ta'ala anhu) farmatey hain:
Sarkar-e-Madina (sallallahu alaihi wasallam) ki wiladat ki raat khushi mananay walon ki jaza ye hay k Allah (Azzawajal) inhain fazal-o-karam say jannat-un-naeem mey dakhil farmay ga. Muslman hamesha say mehfil-e-melaad munaqad kartay aye hain. Or wiladat ki khushi mey dawatein detay, Khanay pakwatey or khob sadaqaho- Khiraat detay aaye hain. Khob khushi ka izhar kartay or dil khol kar kharch kartay hain or apnay makano ko sajatey hain or in tamam afaal-e-hasana ki barkat say un logon per Allah (Azzawajal)
rahmaton ka nuzol hota hay. (Ma sabat bisunna safah102 maltaqtan).

Amad-e-Sarkar say zulmat hoi kafor hay
Kiya zameen kiya asmaan, har samat chaya noor hay
No comments:
Post a Comment