Sunday, November 13, 2011

Ahadees Wallpaper

Hadith / Hadiths / Ahadith / Ahadees is used to denote a saying,
Act, Words or tacit approval either validly or invalidly ascribed to the prophet Muhammad (Swallaho alihi wasalam). The last prophet of Islam.

Sawab-e-Jariya (Puri Ummat-e-Mohammadia k Liye)

Designed by : Sayed Firoz

Chunino Chuna Tumhare Liye
Bane Do Jahan Tumhare Liye

Dahan Me Zuban Tumhare Liye
Badan Me Hai Jaan Tumhare Liye
Na Roohe Ami Na Arshe Maki
Na Laohe Mubin Koyee Bi Kahin

Khabar Hi Nahin Jo Ramz Khile
Azal Ki Nihan Tumhare Liye
 Hum Aye Yahan Tumhare Liye
Uthe Bhi Wahan Tumhare Liye

Farishte Khidam Rasoole Hashm
Tamame Umam Ghulame Karam
Ye Shamso Qamar Ye Shaamo Sahar
Ye Bargo Shajar Ye Baago Samar

Ye Tego Sipar Ye Taajo Kamar
Ye Hukme Rawan Tumare Liye

 Wajoodo Adam Haduso Kidam
Jahan Me Aya Tumhare Liye

Atiko Wasi Gani-O-Ali
Sana Ki Zuban Tumhare Liye
Asaalate Kul Imaamate Kul
Siyaadate Kul Imaarate Kul

Hukoomate Kul Wilayate Kul
Khuda Ke Yahan Tumhare Liye
Tumhari Chamak Tumhari Damak
Tumhari Jhalak Tumhari Mahak

Zamino Falak Simako Samak
Me Sikka Rawa Tumhare Liye

KAHO TUMHARE LIYE....
Jazak-Allha.

No comments:

Post a Comment